Aasaan Deen Part 106

✾✵✾

       *︽︿︽︿︽︿︽︿︽︿︽︿︽*
         *Bismillahirrahmanirrahim*
       *︾﹀︾﹀︾﹀︾﹀︾﹀︾﹀︾*
              *︵︷︵︷︵︷︵︷︵*
             *❀  Aasaan Deen  ❀*
              *︶︸︶︸︶︸︶︸︶*
                  *❥ Part - 106 ❥*
❂〰✸〰✸〰✸〰✸〰✸〰❂​​​​​​​​​​

❧ Huzoor ﷺ ne farmaaya: Aurat chhupa kar rakhne ki cheez hai, yeh baat yaqeeni hai ke jab woh apne ghar se baahar nikalti hai, to shaitaan takne lagta hai, aur bila shubah aurat us waqt Allah Ta'ala se ziyaada qareeb hoti hai jab ke woh ghar ke andar hoti hai.

📓 [Sahi Ibne Hibbaan: 5599]

❧ In se maaloom huwa ke aurton ke liye asl jagah un ka ghar hai aur gharon mein hi rehna un ke liye neki wa bhalaai, un ki iffat wa asmat ki hifaazaat aur shaitaani nigaahon se bachaao ka zariya hai, agar kabhi sakht zaroorat ke tahat ghar se baahar nikalna pade to parde ka khoob khayaal rakhe, sahaabiyaat parde ka bada ehtemaam kiya karti theen, jab Quraan mein parde ka hukm naazil hua, to un aurton ne fauran apni moti moti chaadaron ko phaad kar dupatte bana liye, taake jism ka koi hissa nazar na aane paaye.

(..Next - 107, Soon In Sha Allah..)

   *✍🏻 Ref:* Deeniyat Course book
❂〰✸〰✸〰✸〰✸〰✸〰❂

Comments

Popular posts from this blog

Aasaan Deen Part 122

Aasaan Deen Part 30

Aasaan Deen Part 61